Magic Magic

Aap log 2 se 10 ke bich mai koai bhi number sochiye.
Us number ko 9 se multiple (×) karay.
ab aap ke mind mai two digit ka number aya hoga us number ko apas mai plus (+) karo.
Ab usmese 5 minus (-) karo.
Ab ek number apke mind mai agaya hoga.
Ab usko alphabet ke Nusar lagaye . example= 
1-A, 2-B, 3-C, 4-D, 5-E.
Ab us alphabet se ek country ka name socho.
Country soch li.
Ab us alphabet ka dusra letter socho. Example = agar o alphabet B hai to uske baad ka alphabet hoga C.
Soch Liya ab us alphabet se kisi animal ka name socho. 
Ab uski puri image ko socho jaise ki aap use draw kar rahe ho.
Ab uske andhar color bhariye.

Ans= aap log soch rahe the ek bade se black elephant ke bare mai. Our o hai Danmark mai.

Comments

Popular posts from this blog

Meet Manav

MANAV INFO

Paris Olympics